Adhuri hai zindagani.
Likhta hu main,
Teri meri Kahaani.
Tere bin yaara,
Adhuri hai zindagani.
Jitna bhi dekhu,
kum hi dekhu.
Din bhar teri,
Baatein karna chayo.
My new poem: Mujhe likhne do
Bahon main tujhe,
Ekbar Barna chayo.
Tujhse jayda,
Main tujhko chayo.
Sab kehte hai,
Yeh kya ho gaya,
Adi dewana ho gaya.
Tere bin jeena,
Gunah ho gaya.
Dil mera pagal,
Main awara ho gaya.
Tu meri ban jaye,
Main tere ho jao.
Rab se mujhe,
Bas yeh mil jaye.
Tere bin yaara,
Adhuri hai zindagani.