Safar mein milte hai dost kahi,
Safar mein chor jate hai dost kahi.
Reh jata hu main,
Aur yeh akelapan.
Safar mein chalte hai dost kahi,
Safar mein bichad jate dost kahi.
Reh jata hu main,
Aur yeh akelapan.
Sath rehta nahi koi,
Aaj maine samjha, Kal tu bhi janega, Aaj Meri hai, kal Teri bat hogi.
Yeh toh har safar ki baat hogi
Maine zindagi se sikha,
Ki chalne hota hai akela.
Shayd isliye kar liya,
Maine khud ko akela.
Aur jeeta hu main akela,
Main Aaj kyun bolo,
Halchal apna tumhe.
Kal jab tum nahi honge
Phir kaun sunega dard mera.
Maine zindagii se sikha,
Ki chalna hota hai akela.
Mana akelapan bejan hai,
Na koi khushi, na koi umang hai.
Phir bhi isme Nasha hai, Isme Shanti hai.
Shanti duniya se, Shanti tano se.
Shanti dikawe, shanti duniyadari se.
Maine zindagi se sikha
Chalna hota hai akela
Related poems- Tere sheher mein Log hai
More on Poems
मां कौन है
अभी तो वक्त बाकी है
मन में बात हो, तो बोल देना।
Pain is it you
Adhuri hai zindagani.
More on Shayari
Tumko ishq hai, Chupate kyun ho
Mujhe mohabbat hai
Tere sheher mein Log hai
Mujko milke bhi, Kyun nahi milta,
Recent Posts
Best Web Series of 2024: Top Picks to Watch
Top Movies of 2024: You should not miss
The Evolution of Anime: From 80s Classics to Modern Hits
10 Anime Movies You Shouldn’t Miss
Best Anime Movies of 2024
We are on YouTube!
youtube-feed feed=1]